Aqwal e zareen hazrat umar farooq biography

Aqwal e zareen hazrat umar farooq biography full...
Adlo Insaaf Ky Paikar,Lakab Farooq Azam,Khalifa Doom Jansheen Peghambar
Hazrat Umer Farooq (R.A)
Ap (R.A) Ki Waladat Basadat Hijray Nabwi Sy Chalis Saal Pahlay Yani Waqya Feel Ky Tera Bars Baad Hovi.
Ap (R.A) Ka Silsila Nasb Yeh Hai K Umer Bin Khatab Bin Nafeel Bin Abdulaza'a Bin Rubha Bin Abdullah Bin Qart Bin Zarah Bin Adi Bin Ka'ib Bin Loi.
Athvi Pusht Main Ap (R.A) Ka Silsila Nasb Rasool Akram (SAW) Ky Silsila Nasb Sy Ja Milta Hai.
Ap (R.A) Ki Walida Majida Ka Naam Hatmah Bint Hashim Bin Mughaira Hai.Jabky Aik Riwayat Ky Mutabik Bint Hashim Bin Mughaira Bin Abdullah Bin Umer Bin Makhzoom Hai.Is Tarha Pahlay Qoule Ky Aitbaar Sy Abu Jahal Ki Chacha Zaad Behan Or Dosray Qoule Ky Lahaz Sy Abu Jahal Ki Behan Hoti Hai.
Hazrat Umer (R.A) Ki Umer Mubarak Taqreebb Satais Bars Thi K Hazoor Sarwar kainaat (SAW) Ki Basat Hovi.Hazoor (SAW) Ny Deen-e-Islam Ki Dawat Ka Aghaz Kiya Tu Hazrat Umer (R.A) Deen-e-Islam Ky Qabool Krnay Ki Tarf Raghab Hovy Or Is Mamla Mian Sakhti Or Shidat Qaim Rakhi.